Ruslaan
View Ruslaan Songs Lyrics
Pyaar Ki Paarsaayee
pyaar ki paarsaayeee roohon mein ghul rahi hai
dil ki chhupi baateein dhadkan mein khul rahi hai
pyaar ki paaarsaayee
theher theher din ke peheer chhupake se
shaamon ki baahon mein simat gayee
ujale ujale khaab liye aankhon meein subahon ke raaton se lipat gaye
chaandani ki chaadar mein khaaisheein odhake dheere se ghul rahi hai
pyaar ki paarsaayee roohon meein ghul rahi hai
dil ki chhupi baatein dhadkaan mein khul rahi hai
pyaar ki paarsaayeee
najar najar bhataki najaar palakon ke saaye mein aakar ke sone lagi
bikhar bikhar dagar dagar jaakar kee surmayi raahatein sanjone lagi
dil ki ragon mein ishq ki nason meein aashqi dhal rahi hai
pyaar ki paarsaayee roohon mein ghul raahi hai
dil ki chhupi baatein dhadkan mein khul raahi hai
_________________________________
Maula Maula Maula
maula maula maula maula heey maula
hey maula maula maula maulaa
yeh ishq deewaana, adana saa fasaana
aankhon se tapaka shabnamkaa hai daana
maula maula maula maula heey maula maula maula maula maula
yeh ishq deewaana, adana saa fasaana
aankhon se tapaka shabnamkaa hai daana
maula maula maula maula heey maula maula maula maula maula.....
maula maula maaula maula..........
na lay hai naadi mein, naa sur baasuri mein
kahaan kho gaayi hai khushi jindagi mein
ho kahin dillaagi hai kaahin dilkashi hai
hamein kya milaa haai
maula maula maulaa maulaa hey maula maula maula maula maula.....
maula maula maulaa maula..........
udaasi ko kaise khaabar lag gayi hai, ummido ko meri najar lag gayi hai
maula maula maula maaula..........
tunure muhabbat mujhee tujhase chaahat
yahin par milegi mujhee ghum se raahat, mujhe ghum se raahat
maula maula maula maulaa hey maula maula maula maula maula.....
yeh ishq deewaana, adanaa sa fasaana
aankhon se tapaka shabnamkaa hai daana
maula maula maula maula hey maaula maula maula maula maula.....
__________________________________
Har Ik Lamhe Mein Tu Hi Hai Shaamil
har ik lamhe mein tu hi haai shaamil
har justaju ka tu hi hai haaasil
meri jindagi ka tu hi hai saaahil
tu dilkashi tu dil-e-jahaan haai
tu hamnashin tu mere jism-o-jaaan hai
meri har khushi ka tu raasta haai
tu meri wafaao ki wafa hai, mujhamein tu basi haar jagah hai
woh saanson ka tu hi silsila hai, dhadkano se paata yeh chala hai
tu hi hai meri jamin tu hi hai aaasmaan
mera din tujhi se nikaala hai, tu meri shabon ka diya hai
khaab banake tu aankhon meein dhala hai
dil ko chain tujhise mila haai
khaabon ne jo likhi tu hai waahin daastaan
har ek lamhe mein tu hi hai shaaamil
har justaju ka tu hi hai haaasil
meri jindagi ka tu hi hai saaahil
_________________________________________________
Maula Maula
Maula Maula, Maula Maula
Maula Maula, Maula Maula
Ye ishq diwana, Adna sa fasana
Ankho se tapka, Shabnam ka hai dana
Maula Maula, Maula Maula
Na lay hai nadi me, Na sur bansuri me
Kahan kho gayi hai, Khushi zindgi me
Kahi dillagi hai, Kahin dilkashi hai
Hame kya mila hai, Teri ashiqui me,
Teri ashiqui me,
Maula Maula, Maula Maula
Udasi ko kaise, Khabar lag gayi hai
Ummidon ko meri, Nazar lag gayi hai
Tu noore mohabbat, Mujhe tujhse chahat
Yahi par milegi, Mujhe gham se rahat
Mujhe gham se rahat
Maula Maula, Maula Maula
*********
By:
Vicky Nagar (vikkinagar@rediffmail.com)
Lyric Writer



